YT Master how to start blogging in 2022 Urdu / Hindi

how to start blogging in 2022 Urdu / Hindi

how to start blogging in 2022 Urdu / Hindi


Hey friends my name is Kishwar Shahzad and aaj ke is article mein main aap logon ko bataunga ke ham log blogging Kaise start karen
doston bagair paison ke 2022 Mein Blog Kaise start karen bahut Sare Bande Hote Hain Jo bagair paison ke blogging ko start karna chahte hain Lekin unhen pata nahin Hota ke Blog pr kam kaise karna hai blog Kaise banana hai to aaj ke is article mein main aap Logon Ko complete Tarika batao ga Jis ko istemal karke aap log blog banaenge aur blog ko Google AdSense se approval krwa Saken gy.

sabse pahle aap Logon Ko apne mobile mein Chrome browser mein aa Jana Hai Uske bad aapane search karna hai www.blogger.com
yah website a Jayegi isko aap Logon ne apni Gmail ke sath login kar lena hai agar aap Logon ke pass Gmail nahin hai to aap log apni new gmail bna kar ke yahan se login kar sakte hain Uske bad Yahan per aap Logon Ne Apna blog banana hai ab main aapko batata Hun Ki yahan se blog Kaise banaen




doston sabse pahle Apne Gmail ke sath login karne ke bad vah aapse poochega ke apni blog Ka name likhe to aap jis Tarah Ki blog banana Chahte Hain To sabse pahle aapane apni blog ka koi Achcha Sa Naam likh dena hai.
Uske bad Jab aap log Apne blog ka naam Likhenge to next per click Karke dusri hi page per Chale Jaenge vahan per aap se puchega ki aapki website ka URL likhein matlab ke aapki website ka jo address hota hai for example www.yourblog.blogspot.com Is Tarah ka aap Logon Ne koi apna adress de dena hai
Phr aapane next per click karna hai Jaise vahan per click Karoge To aapki blog Create ho Jaenge phr aap log aapane blog ka visit Karenge to aapke blog bilkul free mein create ho chuki Hogi to doston aaj ke artical mein itna hi next article mein main aap Logon Ko btaoga ke bataunga ki Humne Google AdSense approval Kaise lena hai? Or ye bhi bataunga ke article kaise likhane hai aur iski SEO Kaise karni hai sari setting bataunga to aap log Hamare is website ko follow karna hai aur comment Mein feedback Jarur Dena Taki Hamen Pata Chale ki kya ya article apke liye helpful hai ya nahin mujhe dijiye Jaise Allah Hafiz. Thanks for Reading 



Post a Comment

0 Comments